
Aaj Ki Shaam Pyar Lyrics
Aaj Ki Shaam Pyar Lyrics
यारो झूमो नाचो मौज मनाओ
ओ यारो झूमो नाचो मौज मनाओ
सब मिलके गीत मेरे संग गाओ
सब मिलके गीत मेरे संग गाओ
गाओ नाचो धूम मचाओ
गाओ नाचो धूम मचाओ
आओ गाओ आओ गाओ आओ गाओ….
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
ओ दिलवालो
प्यार से भरलो दिल का जाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
प्यार करने वालो के नाम
छोड़ा हुआ तीर वापस ना मोड़ो
पकड़ो किसीका दामन ना छोड़ो
छोड़ा हुआ तीर वापस ना मोड़ो
पकड़ो किसीका दामन ना छोड़ो
राँझा बनो तुम
मजनू बनो तुम
राँझा बनो तुम
मजनू बनो तुम
दीवारें तोड़ो दरवाजे तोड़ो
दरवाजे तोड़ो
किसी हसीना से दिल जाके जोड़ो
ओ जाने वालो इश्क तो है
खुदा का नाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
ओ हो हो हो….
कुछ खोके पालो
कुछ जी लो गा लो
हसकर किसीको अपना बनालो
कुछ खोके पालो
कुछ जी लो गा लो
हसकर किसीको अपना बनालो
बाहों में ले लो
गले लगा लो
बाहों में ले लो
गले लगा लो
आँखों का अपनी काजल बना लो
काजल बना लो
सबसे चुराके दिल में छुपा लो
ओ हुस्न वालो इश्क वालों का ले लो सलाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
ओ दिलवालो
प्यार से भरलो दिल का जाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
ओ आज की शाम
प्यार करने वालो के नाम
आज की शाम प्यार के नाम
प्यार के नाम
प्यार के नाम
आज की शाम प्यार के नाम
प्यार के नाम
प्यार के नाम
Yaaro Jhumo Naacho Mauj Manao
O Yaaro Jhumo Naacho Mauj Manao
Sab Milke Geet Mere Sang Gaao
Sab Milke Geet Mere Sang Gaao
Gaao Naacho Dhum Machao
Gaao Naacho Dhum Machao
Aao Gaao Aao Gaao Aao Gaao….
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
O Dilwalo
Pyar Se Bharlo Dil Ka Jaam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
Pyar Karne Walo Ke Naam
Chhoda Hua Teer Vapas Naa Modo
Pakdo Kisika Daaman Naa Chhodo
Chhoda Hua Teer Vapas Naa Modo
Pakdo Kisika Daaman Naa Chhodo
Ranjha Bano Tum
Majnu Bano Tum
Ranjha Bano Tum
Majnu Bano Tum
Deeware Todo Darvaaje Todo
Darvaje Todo
Kisi Hasina Se Dil Jaake Jodo
O Jaane walo Ishk To Hai
Khuda Ka Naam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
O Ho Ho Ho….
Kuchh Khoke Paalo
Kuchh Jee Lo Gaa Lo
Haskar Kisiko Apna Banalo
Kuchh Khoke Paalo
Kuchh Jee Lo Gaa Lo
Haskar Kisiko Apna Banalo
Baaho Mein Le Lo
Gale Laga Lo
Baaho Mein Le Lo
Gale Laga Lo
Aankhon Ka Apni Kaajal Bana Lo
Kaajal Bana Lo
Sabse Churake Dil Mein Chhupa Lo
O Husn Walo Ishk Walo Ka Le Lo Salaam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
O Dilwalo
Pyar Se Bharlo Dil Ka Jaam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
O Aaj Ki Shaam
Pyar Karne Walo Ke Naam
Aaj Ki Shaam Pyar Ke Naam
Pyar Ke Naam
Pyar Ke Naam
Aaj Ki Shaam Pyar Ke Naam
Pyar Ke Naam
Pyar Ke Naam
Song details & credits
| Song | Aaj Ki Shaam Pyar |
|---|---|
| Singers | Udit Narayan, Mohammed Aziz, Kavita Krishnamurthy |
| Movie | Tirangaa |
| Lyricist | Santosh Anand |
| Music | Laxmikant Pyarelal |
| Label | Shemaroo |
| Starring | Raaj Kumar, Nana Patekar, Varsha Usgaonkar, Mamta Kulkarni, Alok Nath |
| Language | Hindi |



