
Dard Lyrics
Dard Lyrics
मेरे दर्द ने तेरे दर्द का
जो सफर किया वो अधूरा है…
तेरे बिन मेरा मेरे बिन तेरा
कोई आयना कहां पूरा है…
तेरी सुबह में मुझे जलना है
तेरी शाम में मुझे ढलना है…
रास्ता है तय मंजिल है तय
अब साथ ही हमें चलना है…
मेरे दर्द ने तेरे दर्द का
जो सफर किया वो अधूरा है…
सीन में थे मेरे भरम
तू ने किये फिर भी करम
ये दिल तेरी चाहत पे अब
मगरूर है…
तू मुझपे ऐसे खुल गया
बारिश में जैसे धुल गया
देखा है मैंने तुझ में
कोई नूर है…
ये भरोसा है तेरे प्यार का
नहीं टूटना… नहीं टूटना…
तेरी सुबह में मुझे जलना है
तेरी शाम में मुझे ढलना है…
रास्ता है तय मंजिल है तय
अब साथ ही हमें चलना है…
ये दिल तेरा हमदर्द है
अब दोनो का एक दर्द है
गम बन के मेरी रूह
मैं रहता है तू…
खामोशियों में शोर है
ये प्यार या कुछ और है
रू'ऊँ तो मेरी आँख से
बहता है तू…
कैसे जुदा हो जाएं हम
दरिया हूं मैं साहिल है तू…
तेरी सुबह में मुझे जलना है
तेरी शाम में मुझे ढलना है…
रास्ता है तय मंजिल है तय
अब साथ ही हमें चलना है…
जो सफर किया वो अधूरा है…
Mere Dard Ne Tere Dard Ka
Jo Safar Kiya Wo Adhoora Hai…
Tere Bin Mera Mere Bin Tera
Koi Aayina Kahaan Poora Hai…
Teri Subha Mein Mujhe Jalna Hai
Teri Shaam Mein Mujhe Dhalna Hai…
Rasta Hai Tay Manzil Hai Tay
Ab Saath Hi Hamein Chalna Hai…
Mere Dard Ne Tere Dard Ka
Jo Safar Kiya Wo Adhoora Hai…
Seene Mein The Mere Bharam
Tu Ne Kiye Phir Bhi Karam
Ye Dil Teri Chahat Pe Ab
Magroor Hai…
Tu Mujhpe Aise Khul Gaya
Baarish Mein Jaise Dhul Gaya
Dekha Hai Maine Tujh Mein
Koi Noor Hai…
Ye Bharosa Hai Tere Pyaar Ka
Nahi Tootna… Nahi Tootna…
Teri Subha Mein Mujhe Jalna Hai
Teri Shaam Mein Mujhe Dhalna Hai…
Rasta Hai Tay Manzil Hai Tay
Ab Saath Hi Hamein Chalna Hai…
Ye Dil Tera Humdard Hai
Ab Dono Ka Ek Dard Hai
Gham Ban Ke Meri Rooh
Mein Rehta Hai Tu…
Khaamoshiyon Mein Shor Hai
Ye Pyaar Ya Kuch Aur Hai
Ro’oon Toh Meri Aankh Se
Behta Hai Tu…
Kaise Juda Ho Jaayein Hum
Dariya Hoon Mein Saahil Hai Tu…
Teri Subha Mein Mujhe Jalna Hai
Teri Shaam Mein Mujhe Dhalna Hai…
Rasta Hai Tay Manzil Hai Tay
Ab Saath Hi Hamein Chalna Hai…
Jo Safar Kiya Wo Adhoora Hai…
Song details & credits
| Song | Dard |
|---|---|
| Singer | Jubin Nautiyal |
| Movie | Haunted 3D: Echoes Of The Past |
| Lyricist | Shakeel Aazmi |
| Music | Nayeem-Shabir |
| Label | Saregama Music |
| Starring | Mimoh Chakraborty, Chetna Pande, Shruti Prakash, Gaurav Bajpai, Praneet Bhatt, Hemant Pandey |
| Language | Hindi |



