
Guzarish Lyrics
Guzarish Lyrics
आ..... आ.....
गुलकंदों में महकती सी
दिलकशी का ख़्वाब है
नूर का ये शामियाना
खूब है, नायाब है
नाज़नीन-ने-रूह को
नज़रों से रोशन कर दिया
मेहरबानी, शुक्रिया, तस्लीम है,
आदाब है
ख़्वाबगाहों से हो चुकी है रवांगी
अभी बादलों पे छाएगी दीवानगी
ख़्वाबदाहों से हो चुकी है रवांगी
अभी बादलों पे छाएगी दीवानगी
हमें चिट्ठियाँ मिली हैं माहताब से
चिट्ठियाँ मिली हैं माहताब से
कोई बच नहीं पाएगा शबाब से
आज आए हैं हुज़ूर बेनक़ाब से
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
बात हुई है बहारों की गुलाब से
वाप्सियातें भी हो गईं शादाब से
वो तो माँगते हैं शोख़ियाँ जनाब से
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
आशिक़ाना सा मिज़ाज है अदाओं में
वो मिलाएँगे सुरूर भी फ़िज़ाओं में...
वो मिलाएँगे सुरूर भी फ़िज़ाओं में
कि नशा अखियों में ज़्यादा है शराब से
अखियों में ज़्यादा है शराब से
और जलवे कमाल लाजवाब से
मैंने सुना है वो आए हैं पंजाब से
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
हमें चिट्ठियाँ मिली हैं माहताब से
चिट्ठियाँ मिली हैं माहताब से
कोई बच नहीं पाएगा शबाब से
आज आए हैं हुज़ूर बेनक़ाब से
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
हो चलो सीख लें इशारों का मुहावरा
है निगाहों का ही ये तो सारा माजरा
क्या दिलवारी दिखाएँगे मिसाल दो
लोग पूछते हैं आके तो बता ज़रा
हाँ जिसे जामिया इश्क़ की तालीम हो
वो जो शोर-ओ-ग़ुल से दूर हो, सलीम हो
वही उल्फ़तें सिखाएँगे हिसाब से
उल्फ़तें सिखाएँगे हिसाब से
सरताज क्या पढ़ोगे ये किताब से
जज़्बात हैं दिलों में ये बेताब से
गुज़ारिशों पे, गुज़ारिशों पे...
हमें चिट्ठियाँ मिली हैं माहताब से
हमें चिट्ठियाँ मिली हैं माहताब से
कोई बच नहीं पाएगा शबाब से
आज आए हैं हुज़ूर बेनक़ाब से
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
बात हुई है बहारों की गुलाब से
हुई है बहारों की गुलाब से
वाक्फियातें भी हो गईं शादाब से
वो तो माँगते हैं शोख़ियाँ जनाब से
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
गुज़ारिशों पे गौर कीजिए
Aa..... Aa.....
Gulqandon Mein Mehakati Si
Dilkashi Ka Khwaab Hai
Noor Ka Yeh Shamiyana
Khoob Hai Nayaab Hai
Nazneen-ne-rooh Ko
Nazron Se Roshan Kar Diya
Meharbani Shukriya
Tasleem Hai Aadab Hai...
Khwaabgahon Se Ho Chuki Hai Rawangi
Abhi Baadalon Pe Chhayegi Deewangi
Khwaabdahon Se Ho Chuki Hai Rawangi
Abhi Baadalon Pe Chhayegi Deewangi
Hamein Chitthiyan Mili Hain Mahtab Se
Chitthiyan Mili Hain Mahtab Se
Koi Bach Nahi Payega Shabab Se
Aaj Aaye Hain Huzoor Benaqab Se
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Baat Hui Hai Baharon Ki Gulab Se
Wapsiyatein Bhi Ho Gayi Shadaab Se
Woh Toh Maangte Hain Shokhiyan Janab Se
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Aashiqana Sa Mizaj Hai Adaon Mein
Woh Milayenge Suroor Bhi Fizaaon Mein...
Woh Milayenge Suroor Bhi Fizaaon Mein
Ke Nasha Akhiyon Mein Zyada Hai Sharab Se
Akhiyon Mein Zyada Hai Sharab Se
Aur Jalwe Kamaal Laajawab Se
Maine Suna Hai Woh Aaye Hain Punjab Se
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Humein Chitthiyan Mili Hain Mahtab Se
Chitthiyan Mili Hain Mahtab Se
Koi Bach Nahi Payega Shabab Se
Aaj Aaye Hain Huzoor Benaqab Se
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Guzarishon Pe Gaur Keejiye
Ho Chalo Seekh Lein Isharon Ka Muhavara
Hai Nigahon Ka Hi Yeh Toh Sara Majara
Kya Dilawari Dikhayenge Misaal Do
Log Poochhte Hain Aake Toh Bata Zara
Haan Jise Jaamiya Ishq Ki Taleem Ho
Woh Jo Shor-o-ghul Se Door Ho Saleem Ho
Wohi Ulfatein Sikhayenge Hisaab Se
Ulfatein Sikhayenge Hisaab Se
Sartaaj Kya Padhoge Ye Kitaab Se
Jazbaat Hain Dilon Mein Yeh Betaab Se
Guzarishon Pe, Guzarishon Pe..
Hamein Chitthiyan Mili Hain Mahtab Se
Hamein Chitthiyan Mili Hain Mahtab Se
Koi Bach Nahi Payega Shabab Se
Aaj Aaye Hain Huzoor Benaqab Se
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Baat Hui Hai Baharon Ki Gulab Se
Hui Hai Baharon Ki Gulab Se
Waqfiyatein Bhi Ho Gayi Shadaab Se
Woh Toh Maangte Hain Shokhiyan Janab Se
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Guzarishon Pe Gaur Kijiye
Song details & credits
| Song | Guzarish |
|---|---|
| Singer | Satinder Sartaaj |
| Album | Punjabi Song |
| Lyricist | Satinder Sartaaj |
| Music | Goldie Sohel |
| Label | T-Series |
| Video Director | Sandeep Sharma |
| Starring | Satinder Sartaaj, Priyanka Khera |
| Year | 2026 |
| Language | Hindi |



