
Haath Chhute Bhi To Lyrics
Haath Chhute Bhi To Lyrics
हाथ छूटे भी तो
रिश्ते नहीं छोड़ा करते
हाथ छूटे भी तो
रिश्ते नहीं छोड़ा करते
वक़्त की शाख से
लम्हे नहीं तोड़ा करते
हाथ छूटे भी तो
रिश्ते नहीं छोड़ा करते
जिसकी आवाज़ में सिलवट
हो निगाहों में शिकन
जिसकी आवाज़ में सिलवट
हो निगाहों में शिकन
ऐसी तस्वीर के टुकड़े
नहीं जोड़ा करते
ऐसी तस्वीर के टुकड़े
नहीं जोड़ा करते…
शहद जीने का मिला
करता है थोड़ा थोड़ा
शहद जीने का मिला
करता है थोड़ा थोड़ा
शहद जीने का मिला
करता है थोड़ा थोड़ा
जानेवालों के लिए दिल
नहीं थोड़ा करते
जानेवालों के लिए दिल
नहीं थोड़ा करते..
लगके साहिल से जो
बेहता है उसे बेहने दो
लगके साहिल से जो
बेहता है उसे बेहने दो
ऐसे दरिया का कभी
रुख़ नहीं मोड़ा करते
ऐसे दरिया का कभी
रुख़ नहीं मोड़ा करते
वक़्त की शाख से
लम्हे नहीं तोड़ा करते
हाथ छूटे भी तो
रिश्ते नहीं छोड़ा करते
Haath Chhute Bhi To
Rishtey Nahi Chhoda Karte
Haath Chhute Bhi To
Rishtey Nahi Chhoda Karte
Waqt Ki Shaakh Se
Lamhe Nahin Toda Karte
Haath Chhute Bhi To
Rishtey Nahi Chhoda Karte
Jiski Aawaaz Mein Silwat
Ho Nigaahon Mein Shikan
Jiski Aawaaz Mein Silwat
Ho Nigaahon Mein Shikan
Aisi Tasvir Ke Tukade
Nahi Joda Karte
Aisi Tasvir Ke Tukade
Nahi Joda Karte…
Shahad Jine Ka Mila
Karata Hai Thoda Thoda
Shahad Jine Ka Mila
Karata Hai Thoda Thoda
Shahad Jine Ka Mila
Karata Hai Thoda Thoda
Jaanewalon Ke Liye Dil
Nahin Thoda Karte
Jaanewalon Ke Liye Dil
Nahin Thoda Karte..
Lagake Saahil Se Jo
Behata Hai Use Behane Do
Lagake Saahil Se Jo
Behata Hai Use Behane Do
Aise Dariya Ka Kabhi
Rukh Nahi Moda Karte
Aise Dariya Ka Kabhi
Rukh Nahi Moda Karte
Waqt Ki Shaakh Se
Lamhe Nahin Toda Karte
Haath Chhute Bhi To
Rishtey Nahi Chhoda Karte
Song details & credits
| Song | Haath Chhute Bhi To |
|---|---|
| Singer | Jagjit Singh |
| Movie | Traffic Signal |
| Lyricist | Jagjit Singh |
| Music | Jagjit Singh, Gulzar |
| Label | Sony Music India |
| Starring | Ranvir Shorey, Konkona Sen Sharma, Kunal Khemu |
| Language | Hindi |



