
Iss Baarish Mein Lyrics
Iss Baarish Mein Lyrics
हम्म….. हा.. आ…..
इस बारिश में तुम
बोहोत याद आये
ये बूँदें आसमान
से बरसती रहीं
ना जाने क्यों फिर भी
मेरी आँखें भर आयी
इस बारिश में तुम
बोहोत याद आये
इस बारिश में तुम
बोहोत याद आये
भीगी भीगी साँसें हैं
और हूक्सि उठती है
तेरे नाम की खुशबु
हवाओं में बिखरती है
जो बात कभी केह ना सकी
ये बारिश केह जाती है
हर एक भीगी शाम मुझे
बस तेरी याद दिलाती है
एक गरम सी चाय
और तेरा ज़िक्र हो
बस इतनी सी ख्वाइश
और भींगी शाम हो
तू पास ना हो कर भी
मेरे साथ नज़र आये
इस बारिश में तुम
बोहोत याद आये
बोहोत याद आये
Hmm….. Ha.. Aa…..
Is Barish Mein Tum
Bohot Yaad Aaye
Ye Boondein Aasmaan
Se Barasti Rahin
Naa Jaane Kyu Fir Bhi
Meri Aankhein Bhar Aanyi
Is Barish Mein Tum
Bohot Yaad Aaye
Is Barish Mein Tum
Bohot Yaad Aaye
Bheegi Bheegi Saansein Hain
Aur Hooksi Uthati Hai
Tere Naam Ki Khushbu
Hawaaon Mein Bikharti Hai
Jo Baat Kabhi Keh Naa Saki
Ye Baarish Keh Jaati Hai
Har Ek Bheegi Shaam Mujhe
Bas Teri Yaad Dilaati Hai
Ek Garam Si Chaaye
Aur Tera Zikra Ho
Bas Itni Si Khwaaish
Aur Bhigi Shaam Ho
Tu Paas Naa Ho Kar Bhi
Mere Sath Nazar Aaye
Is Barish Mein Tum
Bohot Yaad Aaye
Bohot Yaad Aaye
Song details & credits
| Song | Iss Baarish Mein |
|---|---|
| Singer | Palak Muchhal |
| Lyricist | Faisal Miya Photuwale |
| Music | Ankush |
| Label | T3 Music Originals |
| Starring | Neetu Chandra, Farhad Shehnawaz |
| Language | Hindi |



