
Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye Lyrics
Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye Lyrics
गुड नाईट
गुड नाईट हाँ गुड नाईट
अच्छा गुड नाईट
कल की हसीन मुलाक़ात के लिए
आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
कल की हसीन मुलाक़ात के लिए
आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
कल की हसीन मुलाक़ात के लिए
आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
आप! नींद नहीं क्या आई
नींद मेरी आपने चुरायी
नींद नहीं क्या आई
नींद मेरी आपने चुरायी
मैं तो नहीं सोई आधी रात खोई
आपको हुआ क्या ख़ास वजह कोई
अकेले में हम घबरा गए
चले गए थे फिर आ गए
तो माफ़ करना इस बात के लिए
आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
आप! अब है क्या मजबूरी
हाँ काम था एक ज़रूरी
अब है क्या मजबूरी
हाँ काम था एक ज़रूरी
लम्बी लम्बी रातें छोटी मुलाकातें
भूल गया था मैं दो चार बातें
बातों से ना दिल अपने भरें
आँखों में कई सपने भरे
तो सपनों की इस बरात के लिए
आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
लो मैं आया आप जाते हैं
हम आपसे शरमाते हैं
मैं आया आप जाते हैं
हम आपसे शरमाते हैं
मैं तो हूँ दीवाना
मैं ये नहीं जाना
हमसे शरम क्या क्या है बहाना
देखो पहले हम थे अजनबी
हो गयी मगर अब दोस्ती
बदले हुए हालात के लिए
आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
कल की हसीन मुलाक़ात के लिए
आज रात के लिए
हम तुम जुदा हो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
अच्छा चलो सो जाते हैं
Good Night
Good Night Haan Good Night
Acchha Good Night
Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye
Aaj Raat Ke Liye
Hum Tum Juda Ho Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye
Aaj Raat Ke Liye
Hum Tum Juda Ho Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye
Aaj Raat Ke Liye
Hum Tum Juda Ho Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Aap! Neend Nahi Kya Aayi
Neend Meri Aapne Churayi
Neend Nahi Kya Aayi
Neend Meri Aapne Churayi
Main To Nahi Soyi Aadhi Raat Khoyi
Aapko Hua Kya Khaas Wajah Koyi
Akele Mein Hum Ghabra Gaye
Chale Gaye The Phir Aa Gaye
To Maaf Karna Is Baat Ke Liye
Aaj Raat Ke Liye
Hum Tum Juda Ho Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Aap! Ab Hai Kya Majboori
Haan Kaam Tha Ek Zaroori
Ab Hai Kya Majboori
Haan Kaam Tha Ek Zaroori
Lambi Lambi Raatein Chhoti Mulakatein
Bhool Gaya Tha Main Do Char Baatein
Baaton Se Na Dil Apne Bharein
Aankhon Mein Kayi Sapne Bhare
To Sapnon Ki Is Baraat Ke Liye
Aaj Raat Ke Liye
Hum Tum Juda Ho Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Lo Main Aaya Aap Jaate Hain
Hum Aapse Sharmate Hain
Main Aaya Aap Jaate Hain
Hum Aapse Sharmate Hain
Main To Hoon Deewana
Main Yeh Nahi Jaana
Humse Sharam Kya Kya Hai Bahana
Dekho Pehle Hum The Ajnabi
Ho Gayi Magar Ab Dosti
Badle Huye Halaat Ke Liye
Aaj Raat Ke Liye
Hum Tum Juda Ho Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye
Aaj Raat Ke Liye
Hum Tum Juda Ho Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Achchha Chalo So Jaate Hain
Song details & credits
| Song | Kal Ki Haseen Mulaqat Ke Liye |
|---|---|
| Singers | Lata Mangeshkar, Kishore Kumar |
| Movie | Charas |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Music | Laxmikant Pyarelal |
| Label | Saregama |
| Starring | Dharmendra, Hema Malini, Ajit Khan, Amjad Khan |
| Year | 1976 |
| Language | Hindi |



