
Purane Din Lyrics
Purane Din Lyrics
किताबों से आंखें चुरा के
हम यारों पे शामें लुटाते थे
फिर कमरों में फिक्रें सुला के
सड़कों पे तफरी उड़ाते थे
जेबे खाली थी
मुंह पे गाली थी
भीगे ख्वाबों भरी रात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
अच्छी लगती थी कभी-कभी जो मुझे, मुझे
अच्छी लगती थी कभी-कभी वही तुझे
देखा करती थी कभी-कभी जो तुझे
हाँ तुझे
देखा करती थी कभी-कभी वो ही मुझे
वो ना तेरी हुई और ना मेरी हुई
वो किसी के साथ थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
मिलते थे हम गले तो
फिर निकाल के फुरसतें
अब हम मिले बिना ही
बीत जाते हैं ज़माने कई
माना की ले गई है दूर
हमको अब ये जरूरतें
थे दूर-दूर हम यारों
फिर भी यादें साथ थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
वो पुराने दिन थे दीवाने दिन
अब गए हैं जो नहीं आने दिन
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
उन दिनों में कुछ तो बात थी
Kitaabon Se Aankhen Chura Ke
Hum Yaaron Pe Shaamein Lutaate The
Phir Kamron Mein Fikrein Sula Ke
Sadkon Pe Tafri Udaate The
Jebein Khaali Thi
Munh Pe Gaali Thi
Bheege Khwaabon Bhari Raat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Wo Puraane Din The Deewaane Din
Ab Gaye Hain Jo Nahin Aane Din
Wo Puraane Din The Deewaane Din
Ab Gaye Hain Jo Nahin Aane Din
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Achchhi Lagti Thi
Kabhi-kabhi Jo Mujhe,
Mujhe
Achchhi Lagti Thi
Kabhi-kabhi Wo Hi Tujhe
Dekha Karti Thi
Kabhi-kabhi Jo Tujhe
Haan Tujhe
Dekha Karti Thi
Kabhi-kabhi Wo Hi Mujhe
Wo Na Teri Hui
Aur Na Meri Hui
Wo Kisi Ke Saath Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Milte The Hum Gale To
Phir Nikaal Ke Fursatein
Ab Hum Mile Bina Hi Beet
Jaate Hain Zamaane Kai
Maana Ki Le Gayi Hai Door
Humko Ab Ye Zarooratein
The Door-door Hum Yaaron,
Phir Bhi Yaadein Saath Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Wo Puraane Din The Deewaane Din
Ab Gaye Hain Jo Nahin Aane Din
Wo Puraane Din The Deewaane Din
Ab Gaye Hain Jo Nahin Aane Din
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Un Dino Mein Kuchh To Baat Thi
Song details & credits
| Song | Purane Din |
|---|---|
| Singer | Arijit Singh |
| Movie | Pehla Pyaar Doosri Baar |
| Lyricist | Kumaar |
| Music | Rochak Kohli |
| Label | T-series |
| Starring | Sparsh Walia, Alisha Chopra, Kunal Vaid, Sakshi Vaidya, Tushar Chhibber & Sargun Kaur Luthra |
| Language | Hindi |



