
Raksha Bandhan Title Track Lyrics
Raksha Bandhan Title Track Lyrics
पेहली यारी तुमसे मेरी
पेहला गुस्सा तुमसे था
भाई मेरे बचपन का तो
पूरा किस्सा तुमसे था
आधा हिस्सा था वो मेरा
आधा हिस्सा तुमसे था
भाई मेरे बचपन का तो
पूरा किस्सा तुमसे था
रक्षा बंधन वादा है..
या धागा है प्यार का
ओओ.. धागा है प्यार का
थोड़ा सा है चन्दन
छोटा सा है टीका
बंधन है ज़िन्दगी का
रक्षा बंधन वादा है..
या धागा है प्यार का
ओओ.. धागा है प्यार का
सात रंग सच्चे सभी
कब हुये है कच्चे कभी
देखने को नाजुक है
पर टुटती ना डोरियाँ
चाहतो की झांकी मिले
चिट्ठियों में राखी मिले
भूलती कभी ना बैहने
हो हजार दूरियाँ
रक्षा बंधन वादा है..
या धागा है प्यार का
ओओ.. धागा है प्यार का
आ आआआ…
माँ की एक परछाई सी
बहन में दिखाई देती
और पिता नजर आते है
भाइयों की बात में
खून का ये रिश्ता भी है
हैं जुबा का नाता भी
मान जो लिया भाई तो
सांस सांस साथ में
रक्षा बंधन वादा है..
या दावा है प्यार का
ओओ.. दावा है प्यार का
थोड़ा सा है रेशम
थोड़ा सा है मीठा
बंधन ज़िन्दगी का
रक्षा बंधन वादा है..
या दावा है प्यार का
ओओ.. दावा है प्यार का
Pehli Yaari Tumse Meri
Pehla Gussa Tumse Tha
Bhai Mere Bachapan Ka To
Pura Kissa Tumse Tha
Aadha Hissa Tha Wo Mera
Aadha Hissa Tumse Tha
Bhai Mere Bachapan Ka To
Pura Kissa Tumse Tha
Raksha Bandhan Vaada Hai..
Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka
Oo.. Dhaaga Hai Pyaar Ka
Thoda Sa Hai Chandan
Chhota Sa Hai Tika
Bandhan Hai Zindagi Ka
Raksha Bandhan Vaada Hai..
Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka
Oo.. Dhaaga Hai Pyaar Ka
Saat Rang Sachche Sabhi
Kab Huye Hai Kachche Kabhi
Dekhane Ko Naajuk Hai
Par Tutati Naa Doriyan
Chaahto Ki Jhanki Mile
Chitthiyon Mein Raakhi Mile
Bhulati Kabhi Naa Baihane
Ho Hajar Duriyan
Raksha Bandhan Vaada Hai..
Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka
Oo.. Dhaaga Hai Pyaar Ka
Aa Aaaa…
Maa Ki Ek Parchhayi Si
Bahan Mein Dikhaayi Deti
Aur Pita Najar Aate Hai
Bhaiyon Ki Baat Mein
Khoon Ka Ye Rishta Bhi Hai
Hain Juba Kaa Naata Bhi
Maan Jo Liya Bhai To
Saans Saans Saath Mein
Raksha Bandhan Vaada Hai..
Yaa Daava Hai Pyaar Ka
Oo.. Daava Hai Pyaar Ka
Thoda Sa Hai Resham
Thoda Sa Hai Mitha
Bandhan Zindagi Ka
Raksha Bandhan Vaada Hai..
Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka
Oo.. Dhaaga Hai Pyaar Ka
Song details & credits
| Song | Raksha Bandhan Title Track |
|---|---|
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Movie | Raksha Bandhan |
| Lyricist | Irshad Kamil |
| Music | Himesh Reshammiya |
| Label | Zee |
| Starring | Akshay Kumar, Bhumi Pednekar |
| Language | Hindi |



