
Yeh Nazar Lyrics
Yeh Nazar Lyrics
नादा' है ये नज़र
दुनिया से बेखबर
करती है ये सफ़र…
ले असर हलकी-हलकी बेखुदी का
नादा' है ये नज़र
लहरों-सी लौट कर
आती है तेरे दर…
ले असर खुमार का
यूँ ही जो तलब है
हाय क्या ग़ज़ब है
ये मिटाने से… मिटे ना
बाज़ी जो लगाऊँ
खुद ही हार जाऊं
तुझसे जीतुं क्या
मेरे ही बस में ना ये सिलसिला
नादा' है ये नज़र…
लहरों-सी लौट कर
आती है तेरे दर…
ले असर खुमार का
इत्तेफ़ाक़ है
या है नसीब मेरा
मेहफिलों में तेरी हूँ मैं
ये मुसाफिरी जो फ़र्ज़ है मेरा
तो राज़ी हूँ मैं
आँखों का तू आखरी खाब है
नादा' है ये नज़र…
दुनिया से बेखबर
करती है ये सफ़र..
ले असर हलकी-हलकी बेखुदी का
नादा' है ये नज़र
लहरों-सी लौट कर
आती है तेरे दर…
ले असर खुमार का
Naadaa' Hai Ye Nazar
Duniya Se Bekhabar
Karti Hai Ye Safar…
Le Asar Halki-halki Bekhudi Ka
Naadaa' Hai Ye Nazar
Lahron-si Laut Kar
Aati Hai Tere Dar…
Le Asar Khumaar Ka
Yun Hi Jo Talab Hai
Haaye Kya Ghazab Hai
Ye Mitaane Se… Mite Naa
Baazi Jo Lagaaun
Khud Hi Haar Jaaun
Tujhse Jeetun Kya
Mere Hi Bas Mein Naa Ye Silsila
Naadaa' Hai Ye Nazar…
Lahron-si Laut Kar
Aati Hai Tere Dar…
Le Asar Khumaar Ka
Ittefaaq Hai
Ya Hai Naseeb Mera
Mehfilon Mein Teri Hun Main
Ye Musafiri Jo Farz Hai Mera
To Raazi Hun Main
Aankhon Ka Tu Aakhri Khaab Hai
Naadaa' Hai Ye Nazar…
Duniya Se Bekhabar
Karti Hai Ye Safar..
Le Asar Halki-halki Bekhudi Ka
Naadaa' Hai Ye Nazar
Lahron-si Laut Kar
Aati Hai Tere Dar…
Le Asar Khumaar Ka
Song details & credits
| Song | Yeh Nazar |
|---|---|
| Singer | Adnan Sami |
| Movie | I Love You |
| Lyricist | Hussain Haidry |
| Music | Shor Police |
| Label | Saregama |
| Starring | Rakul Preet Singh, Pavail Gulati |
| Language | Hindi |



